Wednesday, August 1

kismat

na chero jab gam ki bat hoti ha,
jakhm khulte ha, ansoo ki barsaat hoti
socho acha hoga acha , ham bhi kha karte the
ham bhi har gam ko has kar ji lia karte the
ab tut kar gir gaye jo, uthne ka dam nahi ha
ab bikar chuke ha, jorne ka dam kham nahi ha
hame to bas ek bar us khuda se pyar manga tha
usne wo bhi dia to tukro me, bhikh ki tarah,
kyu meri ankhe nam rehti ha, tum na jan paoge
ab to koi pooche to bas , aviral shabdo ki barsaat hoti ha
ab to sabr ka bandh bhi jane kaha tut kar gir gaya,
makri jis par 16 baar chad thi , wo jaal hi ab tut gaya
ab satrhavi baar chadne ko jaal bunna parega
ab uth kar itni himmat wo laye bh kha se?
us khuda or kismat se koi lad paye bhi kha se?

No comments: