Saturday, November 15

suraj

halchal jiwan ki smapt ho jati ha
jab chipta ha suraj
shant si saanz dhal ati ha
jab chipta ha suraj
gagan ke lalaat par
ek lalima ubhar ati ha
jab chipta ha suraj
har adi ke ant ha
ye yad dilata ha
hame andhere ko
apnana sikhata ha
yahi aag ugalta, dhalta suraj
suraj

No comments: