Friday, December 3

aj ka vichar

kabhi
kabhi shuny sa mastishk ,
 sab socho ko ektrit kar kuch na sochne ka abhiny karta ha,
 asl main wo kisi bhi pratikriya se bachta ha,
 parantu wastv main mastishk kabhi vichar vihin nahi ho sakta

3 comments:

kunwarji's said...

sundar evam satya vichaar...
jai ho shweta ji maharaaj ki...

kunar ji,

kunwarji's said...

or ye word vairyfication hta dijiyega yadi aapko galat na lage to...

kunwar ji,

shaveta said...

konsa word verification?