Monday, April 16

wo fir aa gaya

har ghari jiske sath rahe, uski sanso ki garmi
uski khushboo door rahi kyu mere man se
aaj wo aya ha fir naya roop leke man me
aaj fir naye sapno ne man me li karwate

jo ham talash rahe the pyar duniya me
wo to tha mere hi paas me, aaj pa lia une
wo jo kabhi sathi nahi tha, aaj sath laga chalne
wo jo sunta nahi tha bat meri, bat laga sunne

wo jo kehta nahi tha dil ki ab laga kehne
jet to gaya mera pyar, par man kya kare
jo chala gaya tha bhatkne,ghar laye kaise
us man ko apne, jo talash raha tha pyar , duniya me

No comments: