Saturday, May 19

mene kha

mene kha ki raaj na kholo tum ankho se
usne kha ki ankh khud hi raaj kholti ha
mene kaha ki itra kar na chaloo aise
usne kha,ki ye hamari adat ha
mene kaha ki chal se kehar na dhaya karo
usne kaha ye husn ki sharart ha
mene kaha ki do pal beth hi jao
usne kha ki ye na hamri fitrat ha

No comments: