Sunday, April 27

निशान अब भी ha

अब अंधेरे मुज्हे अपने लगते ह क्यूकी
वोही ह साथ जो मेरा छोड़ते नहीं
बाकि सब तो हाथ छुडा कर चल देते ह
पर ये अंधेरे मेरे साथ साथ चलते ह
हर एक को आजमाया, हर एक को देखा
बस हर खुशी का साथ जैसे पल भर का था
परंतू अंधेरों ने मुज़े पनाह दी ह
तो अहसान कैसे भुला दू मैं andheron का
उजलओं से हाथ जला ह मेरा
जिसके निशान हथेली पर अब भी ह










Tuesday, April 22

दर्द के रंग

dard ke rang kyu ajab ha?
kabhi subah , kabhi raat se lagte ha
kabhi chand akbhi tapti aaag se lagte ha
dard ke rang kyu ajab ha?
ye satrangi dard,
kahani bana deta ha nayi,
jindagi ka sangharsh jina sikha deta ha kbhi
dard ke rang isliye ajab ha
kyuki uski kaynat hi gajab ha..

पंछी, नदिया पवन के झोंके

panchi nadia, pawan ke jhoke,
ye sab berukawat aa jate ha kahin bhi,

dil ko hole se cho ke ye sata jate ha kahin bhi,
in par koi desh, majhab, kisi seema ki rok nahi

inka koi thor koi thikana bhi nahi,
ye jhonke kehte ha muzse ajadi ke khani

me jhonka ban jati kash hawa ka
kash mera bhi koi thor na thikana hota

nadi ke pani si kal, kal beh jati
pawan ke jhonke se sar sar sarati

koi daro diwar, beech na hoti kabhi
koi kanch na tut_ta na koi pathar ki diwar hoti

me insaan ho is bat ka malal ha,
warna mere man chanchal ki bhi unchi udan ha

Saturday, April 19

निपट अकेली

wo pana chate ha muzsa vyaktitv
parantoo muze muzsa rehne nahi dete
wo mere vyaktititv se akarshit ha
magar muzsa muze jine nahin dete
jab me rahon par chal nikalti hoo
to wo haste ha,meri baten karte ha
jab me paas ja kar bat karna chahti hoo
to wo hath chuda kar chal dete ha
muze kitna mehnga pada ye vayktitv
me nipat akeli hoo, is manav ban me