jugnuo ke beech bethi, uljhi laton ko sawarati,
ek behki si raat me wo ek ajnabi ladki,
us anjan rahi ka sath pal bhar ko,
mila or mehka gaya use antar tak,
ab wo ayega ki nahin is asmanjas me,
rehti din bhar, jamin par mitti me,
lakiren ukerti,us pathik ki baat johti,
ek behki si raat me ek ajnabi si ladki
sura har taraf,nasha har najar or
julf se chandni bikherti,bikhri julfo ko
sawanrti,jhadu buharti,raah niharti
ek behki si raat me ek ajnabi si ladki
कागज पर ढल आई है मेरे अक्स की स्याही, कुछ और नहीं मैं बस एक रचना ही तो हूँ if u want to see the poems of my blog, please click at the link of old posts at the end of the each page
Sunday, November 16
Saturday, November 15
suraj
halchal jiwan ki smapt ho jati ha
jab chipta ha suraj
shant si saanz dhal ati ha
jab chipta ha suraj
gagan ke lalaat par
ek lalima ubhar ati ha
jab chipta ha suraj
har adi ke ant ha
ye yad dilata ha
hame andhere ko
apnana sikhata ha
yahi aag ugalta, dhalta suraj
suraj
jab chipta ha suraj
shant si saanz dhal ati ha
jab chipta ha suraj
gagan ke lalaat par
ek lalima ubhar ati ha
jab chipta ha suraj
har adi ke ant ha
ye yad dilata ha
hame andhere ko
apnana sikhata ha
yahi aag ugalta, dhalta suraj
suraj
Friday, November 7
Subscribe to:
Posts (Atom)